Posts

Prano ko Ayaam

 क्या आप थका हुआ या बेजान सा महसूस करते है, खाना भी प्रयाप्त है, दिनचर्या भी ठीक ठीक है , फिर भी दिमाग  बुझा बुझा सा लगता है  इसकी वजह अधिक वर्क उप अथवा थकान हो सकती है (अगर तबियत सामान्य है। वस्तुतः मस्तिष्क और शरीर के ज़रूरी अंगो मैं ऑक्सीजन की कमी से, शरीर से पहले दिमाग जवाब दे देता है ! इसका हल आसान है, सुबह शाम २० -२० के सेट (१५ min )  प्राणायाम इसे कुछ हद तक काम कर सकते है , ठीक Gym मैं किये व्यायाम की तरह !   जैसा की हम लोग जानते है प्राणायाम का मतलब ही प्राण को आराम है, जो की आपके मस्तिष्क से जुड़ा है । प्रतिदिन इसका अभ्यास, आपके चेहरे और मन मैं, अलग ऊर्जा पैदा करता है  ध्यान रखने की बात, जगह खुली , हवादार और ताज़ी हो तो , लाभ अधिक होगा !! एक और बार, ज़मीं पर न बैठे, निचे एक आसन का इस्तमाल करें  एक लम्बी सांस अंदर, ५ सेकंड से शुरू करके १५ सेकंड कर रोके, फिर आराम से धीरे धीरे छोड़ दे, फिर रोके और पुनः इस प्रक्रिया तो २० बार दोहराए। इसकी जरूरत इसिलए पड़ी, पहले हवा थोड़ी हलकी और शुद्ध थी, जो की बढ़ते प्रदुषण से असुद्ध और हवा मैं ऑक्सीजन के मात्रा काम...

Life is just a journey!

 If you see the moon, you will see beauty. If you see the sun, you will see strength. If you see a mirror, you will see the finest creation. So believe it. We are all tourists, and life has already mapped out our routes, bookings, and destinations. Trust the journey and enjoy every moment. Life is just a journey! Therefore, live today—tomorrow may not be.

Baatne ka sukh

 adha kha ke kabhi man bhi bharna chahiye sukh hain kitna tan main, har jan ko samjhna chahiye kyo priytam, khaye pati se bad, woh bhog samajh dev prasad ka, sikh ka yeh pehlu unse grahan karna chahiye char dost milke khaye sang, ho swad kuch bhi, mache us unmad ka ehsas hona chahiye kuch rishto main, kuch bhi ho jaye main jhutan main bhi mithas hona chahiye Ma, Bhai band, Priyatam va Dost kuch khas in riston main doori kitni ho faaslo main, dil ka har ek tar juda hona chahiye saath baith ke jab tak na ho batien char laga hua ho, kisso ka silsila baram bar baatne main kya sukh hai,  ankho main unki woh pyaar beshumaar hona chahiye adha khake kabhi bhar jaye jo man, khilake hatho se, khali gar reh bhi jaye bhi tan, dil hi dil main, woh jo sukoon hai,  ek duje ke liye, behisaab hona chahiye kabhi ek niwala badha ke toh dikhiye sahab phir janiyega, din jo gujrenge zindagi ke aage likhe hai, na badal te ta-mra nazariya jeevan ke safar ka, woh haseen ehsaas alag hi hona chahiy...

kyunki yeh baap hai...

 baap nahi, mazboori yeh hai... galti ho kisi ki bhi,  kasooron ki tijori isi ki hai , Ek hi khoon pasine se bane yeh auladien,  par jazbaton main doori sabhi main hai, kyunki yeh baap hai... aur yahi iski mazboori hai.. lakhon tohmatien hai iske seer.. har rishte ke log khafa hai, duniya begairat kehti hai... nazrien jkhukayien, sab chup sahti hai, yeh baap hai, galti kisi ki bhi ho, be-jhijhak apne sar liye hai yeh baap nahi, mazboori yeh hai... galti ho kisi ki bhi, 

Har bar kasoor hawa ka nahin hota....

A beautiful poem I came across Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaa. Yuh to Jhoom Lete Hai Nashe me Peene Wale Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota.     Khamosh Chehre Par Hazaro Pehre Hote Hai  Hansti Aankho Me Bhi Zakham Gehre Hote Hai  Jinse Aksar Rooth Jaate Hai Hum, Asal Me Unse Hi Rishte Gehre Hote Hai.      Kisi ne khuda se dua mangi Dua mein usne khud ki maut mangi, Khuda ne kaha, maut to tuje de du magar,  Usse kya kahu jisne teri zindagi ki dua mangi.     Har insaan ka dil bura nahi hota  Har ek insaan bewafa nahi hota. Bujh jate hai diye kabhi tail ki kami se.., Har bar kusoor hawa ka nahi hota.

माहौल मत देख, माहौल बन जा

 माहौल मत देख, माहौल बन जा किनारों पर मंज़िल कब मिली है  लहरों मे मिल, तूफान बन जा  भयभीतों के बीच, खमोश मत हो  ले कर ध्वज, तू बकौल बन जा  ना साथ कोई था, ना हर वक़्त कोई होगा सबसे आगे निकल, बेख़ौफ़ बन जा 

woh haseen ehsaas alag hi hona chahiye....

 adha kha ke kabhi, man bhi bharna chahiye sukh hain kitna tan main, har jan ko samjhna chahiye kyo priytam, khaye pati se bad, woh bhog samajh dev prasad ka, sikh ka yeh pehlu unse grahan karna chahiye char dost milke khaye sang, ho swad kuch bhi, mache us unmad ka ehsas hona chahiye kuch rishto main, kuch bhi ho jaye main jhutan main bhi mithas hona chahiye Ma, Bhai band, Priyatam va Dost kuch khas in riston main doori kitni ho faaslo main, dil ka har ek tar juda hona chahiye saath baith ke jab tak na ho batien char laga hua ho, kisso ka silsila baram bar baatne main kya sukh hai,  ankho main unki woh pyaar beshumaar hona chahiye adha khake kabhi bhar jaye jo man, khilake hatho se, khali gar reh bhi jaye bhi tan, dil hi dil main, woh jo sukoon hai,  ek duje ke liye, behisaab hona chahiye kabhi ek niwala badha ke toh dikhiye sahab phir janiyega, din jo gujrenge zindagi ke aage likhe hai, na badal te ta-mra nazariya jeevan ke safar ka, woh haseen ehsaas alag hi hona chahi...