Yeh Sabra ka khel hai, Janab
Yeh Sabra ka khel hai, janab. Har kahin khil jai, woh bel hahi Jo gir ke uthe, aur jodte chale gaye woh har ek hunar zindagi main, Kitabho se inka, yakinan koi mel nahi, Yeh sabra ka khel hai. Har kisi ke bas ka khel nahin